Apass mein ye bool rhaay soorma dar ka maray ...
Is dunya mein jeenay ka ab khatam hooway din pyaray ...
Tayyar kero jaldi Ab qabr mein janay ke...
Ye Dhoom Hai Maidan e Usi sher Ke Aane Ki
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai
Dil ko Mola ka aza khana bana rakkha hai
Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib
Meine Ghazi(As) ka alam ghar pe laga rakkha hai
Khatam hai duniya ki tareekh-e-wafa Abbas(As) par
Ibtida jisse bhi ho, haan inteha Abbas(As) par
saari duniya ko nuseri k Khuda par naaz hai
Naaz karta hai nuseri ka Khuda Abbas(As) Par
Chaadar-e-Tatheer thora aur barh jaati agar
Ik siraa Zainab(sA) pe hota doosra Abbas(As) Par
Be Amal Dil Ho To Jazbat se Kia Hota Hai
Zameen Banjar Ho To Barsat se Kia Hota Hai
Na Ho Jis Dil Me Ali e Murtaza Ka Ishq
Ayy Musalman In Ibadat se Kia Hota Hai ?
Allah woh bhi waqt zamaney me laye ga
Dhonday say bhi nishan na batil ka payega
Khamosh is tarhan say jo rahey gi Kitab e Haq
Duniya me bolta huwa Quran Ayega
Aashoor ko diye se hawa bool rahi ha,
bujh kar bhi tum main rooh e baqa bool rahi ha,
aawaz di chiragh e imamat k noor ney,
Imran k lahoo ki zia bool rhi ha