s SMS Messages25826 messages

Dehleez-e-Pajetan se khushi ki naveed lo
Khuld-e-bareen k dar se sunehri khaleed lo
logon dar-e-batool se jannat na maango
BEHLOOL bechta hai usi se kharid lo.
kya sirf muslimano ki hai hussain bashry nho ki tary hain hussain ary logo ko beydar too hoo lay do hir kooim ye pukary ge ki humary hain hussain humary hain hussain
Zikar-e-shabbir (A.s) ko Dhamako se dabanay walay,

Kitne nadan hain sHIYON ko daranay walay,

Ghaib se aati hai ab bhi yeh sada-e-Mehdi (A.s)

Zikar-e-shabbir karo HUM hain bachanay walay..

**sALAM YA HUssAIN A.s**
H:Hasraton Ki Akhri Manzil
U:Ummidon Ki Panah Gah
s:sajda-E-Ishq Ki Intaha
s:sabar Ki Intaha
A:Akhirat Main Bakhshish Ka Wahid Rasta
I:Insaniat Ki Darsgah
N:Nawasa-E-Rasool(s.A.W)
Khutba-e-Zainab sai Larzan Thai Zameen-o-Aasmaan,

Rakh Diya Takhta Palat Kar Jis Nai Mulk-e-shaam Ka...

Bhai Khaak-o-Khoon Main Ghaltan Aur Zindaan Mai Behan....

Tashat Main Bhai Ka sar, Zainab Bahr-e-Darbar Main ,

Koie Bhi Insaan Nahi Tha Lashkar-e-Kuffar Main
What is raining? Blood.
Who? The eyes.
How? Day and night.
Why? From grief.
Grief for whom?
Grief for the king of Karbala''
Ghooror toot gaya koi martaba na mila,

sitam k bad b kuch Hasil-e-Jafa na mila ....

sir-e-HUssAIN(A.s) mila hai yazeed ko laikin,

shikast ye hai k phr b Jhooka hua na mila =)
Karbla Ko Karbala Ki shan Per NAZ Hai ..

Us Nawase Pe Mohummad Mustafa (sAWW) Ko NAZ Hai ...

Yu Tu Lakhon Ne sajdy Kiye Per

" Hussain" Ne Wo sajda Kiya Jis Pe Khuda Ko NAZ Hai
Ghuroor Tuut Gaya Koi Martaba Na Mila

sitam K Baad Bhi Kuch Hasil-e-Jafa Na Mila

sir-e-Hussain Mila Hy Yazeed Ko Lekin

shikast Ye Hy K Phir Bhi Jhuka Hua Nahi Mila
Haq Ki sadaqato''n Ki Nishaani HUssAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUssAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu se shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo Haider-e-sani HUssAIN Hy Ki Nishaani HUssAIN Hy

Dunya Main Inqilaab Ka Baani HUssAIN Hy

Dushman Ko Jis Ne Apne Lahuu se shikast Fi

Wo Mard-e-Haq, Wo Haider-e-sani HUssAIN Hy
BOLO TO KARBALA K HUssAINI sIPAHIO
KIss BAAT PER AJAL KO GALE sE LAGA LIA
BARH BARH KAR BARCHIYON sE LIPATNA DALIL HAI
TUM NE KHUDA HUssAIN A.s KI ANKHON MAIN PA LIA
Kaeb-o-Bala Naseeb se Jana Naseeb Ho

Phir Laut K Wahan se Na Aana Naseeb Ho

Aisa Dar-e-Hussain Pe sajda Ho Aakhri

K Mujh Ko Apna sir Na Uthana Naseeb Ho