Nazar ki dhoop may
sayy ghulay hain
shub ki tarhan
May kub udaa
s nahin tha magar na aub ki tarhan
Phir aaj
shehray tamanna ki rehguzarown
say!
Guzar rahay hain kai log rozo
shub ki tarha
Tyjhay to may nay bari aarzoo
say chaha tha
Yay kia k chor chala tu bhi or
sub ki tarhan
Fa
surdgi hay magar wajaay ghum nahi maloom
k dil pay bojh
sa hay ranjay bay
sabab ki tarhan
khilay to aub bhi gul
shan may phool hain laikin
Na meray zakhum ki
surat na teray lub ki tarhan