Main Ik
swin
sadi main jana chaun ya na jana chahun,i
s say kya farq parta hai?waqt ka
seel rawan,chahton ko bahata howa,
sapnon ko dabota howa,ankhon ko bhigota howa,in ma
safton tak lay hi jaega jinhain abhi daikha nhi,main chalun ya na chalun,main rukun ya na rukun,main rahun ya na rahun,mere hone ya na hone
say kya farq parta hai?waqt ka karwan to rukta hi nhi.ye chalta hai aur chalta hi rehta hai...dam tori bi
swin
sadi bohat
saray dukhon ko meri
san
son ki mala main paro ker guzarti chali gai aur main mahi bay aab ki tarhan,dard k kinaray par khara,ki
si ma
seeha ka muntazir tha.