Tumko aik talkh haqeeqat bhi bata detay hain,
Ji
sko ak
sar ye LOG chupa detay hain,
Tum nay girtay huvay PAT''TON ko to dekha hoga,
APNI har
saan
s wo TEHNI pe ganwa detay hain,
Kya khoob
sajatay hain BAHARON main
shajar ko,
Kari DHOOP main apna aap jala detay hain,
Kitnay BE-REHAM
shajar hain naye pat''ton ki KHU
sHI main,
Peelay pat''ton ko khizaon main gira detay hain,
Aur jo girtay hain QADMON main
shajar kay,
LOG unhi pat''ton ko pairon main daba detay hain.......;->