khuda SMS Messages494 messages

jo bhi Darakht-e-Bughz-e-Ali mein ataak gaya
wo shakhs Rahe-e-Den-e-khuda say bhatak gaya
Kausar ki simt Shaikh jee Lapkey to they mager
Saqi Ali hei deakh ker Chera Latak gaya

jo maatam ke sada say ghar sada anjaan rehta hhai

wahan rehmat nahi hoti wahan shaitaan rehta hai

khuda bhi door rehta hai farishtay bhi nhai atay

jahan majlis nahiii hoti wo gher weeran rehta hai
Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna haseen hoga !???
is wastay ali ko utara hy apney ghar
koi ali k samnay uff tak na kar sakey
aab tak nishan baqi rakha hy isiliye
devar shak rahey k koi shak na karsakey


Ali k wasf hyn itnay shumar kon karey
yeh kaam tairey hain parwardigar kon karey
yeh sooch kar na banaya khudaa nay or Ali
Shigaaf kaabey me aab bar bar kon karey
Kamal-e-Ishq Ali Markaz-e-Hayat Ali
Hey Bab-e-Ilm Ali Husn-e-Kainat Ali
Mila khuda se Nabi ko Ali madad ban ker
khuda ka raaz Ali hey Nabi ki zaat Ali
Woh jis ka naam he kafi hey magfirat kay liye
Woh mera deen Ali meri Hayat Ali
Mujhay lehad kay andheron se khof kyun ker ho
Mera Imam Ali hey meri Nijat Ali
Munker kMunker ke dil pehe dil peh zarb-e-khuda Ya Ali (A.S) Madad
Momin ko kibriya ki ata Ya Ali (A.S) Madad

BismilAllAh jis ne jab bhi kaha Aur jahan kaha
Darasal us basher ne kaha Ya Ali (A.S) Madad
Yazeed Mausam e Isyaan ka La-ilaaj Marz
Hussain Khaak ko Khak e Shifa Banata Hai

Yazeed Aaj bhi bantay hai log Koshish Say
Hussain Khud nahi banta khuda Banata Hai
Tumhare hijr ko wo inteha na keh bethein
Kaheen janab ko wahdat saraa'' na keh bethein
Wajood rakhte huey bhi dikhaii dete nahi
Ae Mola bande tujhi ko khuda na keh bethein
Tumhare hijr ko wo inteha na keh bethein
Kaheen janab ko wahdat saraa'' na keh bethein
Wajood rakhte huey bhi dikhaii dete nahi
Ae Mola bande tujhi ko khuda na keh bethein
Tumhare hijr ko wo inteha na keh bethein
Kaheen janab ko wahdat saraa'' na keh bethein
Wajood rakhte huey bhi dikhaii dete nahi
Ae Mola bande tujhi ko khuda na keh bethein
ALI ky hain wasf itnay kay shumar kon karee
ye kaam he PARWADIGAR tera or kon karee
tee soch kar na kiyee khuda ne paida or ALI
kay shigaf KABBAY main kon baar baar karay
Jaltay Kyon Ho Ali a.s Kay Kamalaat Dekh Ker
iZZat khuda Bhi Detaa Hay Auqaat Dekh Ker
Milti Jo Aesay WeSoon Ko Hilti Na ZulfiQaaar
TalWar Haq Nay Di Hay Magar Hath Dekh Ker