yeh bat samajh main ayi nahi aur mom ne samjhai nahi! Main
kaise mithi baat
karoon jab mithi cheez
khai nahi?
Yeh canda
kaisa mamu hai jab mom
ka wo bhai nahi?
q lambay baal hain bhaloo
k kiyon us
ki tind
karwai nahi?
kiya wo ganda bacha hai? ya jungle main
koi nayi nahi?
nani
k husband jab nana haan or dadi
k husband jab dada haan tu
kiyon baji
k husband baja nahi?
Yeh baat samajh main ayinahi aur mom ne samjhai nahi