Wo sunta to main
kehta,mujhe
kuch aur
kehna tha,
wo pal bhar
ko jo ru
k jata,mujhe
kuch aur
kehna tha.
kamai zindagi bhar
ki,usi
k naam to
kar di,
mujhe
kuch aur
karna tha,mujhe
kuch aur
kehna tha.
kahan us ne suni meri,suni b un-suni
kar di,
usay maloom tha itna,mujhe
kuch aur
kehna tha.
meray dil main jo dar aya,
koi mujh main b dar aya,
waheen i
k rabta toota,mujhe
kuch aur
kehna tha.
rawan tha piyar NUS NUS main,bohat qurbat thi apis main,
usay
kuch aur sun-ana tha,mujhe
kuch aur
kehna tha.
ghalat fehmi ne baton
ko barha dala younhi warna,
kaha
kuch tha,wo
kuch samjha,mujhe
kuch aur
kehna tha.