Us nay mujh say
kaha
meray saathi!
tum
ko mujh say jo hay gila ....
kiya hay?
kabhi fursat milay tu socho,
manzilain
kion hain? fasla iya hay?
apnay apnay safar pay ni
klay log
mushtar
ka raston pay chaltay hain
hamrahi
kay hisar main jitnay
din ni
kaltay, chiraagh jaltay hain
apni apni umeed
kay dar-o-baam
zindagi
kay safar main miltay hain
mutaqil dard, aarzi aram
tum meray hamsafar tu ho le
kin
hum
kahin say bichar bhi sa
ktay hain
dair ta
k ai
k taweel rastay par
saath tu ajnabi bhi chaltay hain!!!!!!!