jala SMS Messages289 messages

kh0whiSh-e-iShaq b bhar p00r Saza
daiti h

aag ban kar j0 jawani k0 jala daiti h

itna b na t00t kar Chah00 kiSi k0

itni Chaht b M0habat k0 gira daiti
‘Bholi Si Surat Ankhon Mein Masti Dur Khari Ghabraye . .
..
Meri Gaaye . .
..
Ak jalak Diklaye Kabhi . Kabhi Pardy Mein Chup Jaye,
..
Meri Gaaye . .
..
Mari Nazar Se Tum Dakho To Gosht Hi Gosht nazAr Ayeeeeee. .
.
Bholi Si Surat
.
Ankhon Mein Masti
.
Aye Haye,
.
Meri Gaaye..
‘Happy Advance Baqra Eid’
Shikwa Teri YaadOn Say Kuch Is Tarha Kia Hum Ne ,,
Hanstay Hanstay Dil kO Rula Diya hUm Ne ,,
Ek Lamha Diya Tu Ne Jeenay Ke Liye ,,
Aur Us Mai Zindagi kO Beeta Diya hUm Ne ,,
Ek Safay Pe Likhi Teri Yaad Ki Dastaan ,,
Doosra Hissa Khaali Hi jala Diya hUm Ne ,,
Kis Baat Ki Maa’zrat Chahatay Hain wO ,,
Jis Baat kO Sun’ntay Hi Bhoola Diya hUm Ne ,,
Wo Kyun Nahi Aatay Humaray Pass ,,
Jin Ki RahOn Mai PalOn kO bicha Diya hUm Ne ..
Honton sy kbi hont mila kr dekho….

Honton sy kbi hont mila kr dekho….
mjhko apny nazdik kbi bula kr dekho…..

mai ny suna hy lazat e lab chomnay sy nasha charta hy…..
aa0 phr kisi shab mje ye jaam pila kar dekho…..

kitni muztrib hr raat guzarti hy tm kia jano
kbi jismo ma lagi aag honton sy jala kar dekho…..

pyas bi bhuj jaey gi arman bi sabi hongy pory……
bs ek raat mjhy apny pas sula kar dekho……

honton sy kbi hont mila kr dekho…..?
Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver ..
Nahi Samjhay?????
Lo Urdu main Parho …
Biri jalayele Jigar se Piyaa .. Jigar maa bari Aag hai..

'Wife: Aj Raat Nahi Dalwaongi
.
Kal B Ap Daal K So Gay thay

Bohat jalan Hui thi
.
Mai Sari Raat Masalti rahi
.
Pani bhi Nikalta Raha
.
.
.
.
.
Lagta Hai Ye Eye Drop Expire Ho gaya Hai.'
Raat ko 2 pathan chat pe so rahay thay,

Pehla dusray se bola:

Yaar maachis
kahan hai?

.

2nd:

Teeli jala k dekh le yahin kahin
hogi...!
Urooj par hai Tumhara Mosam,

Khizaan main Tum ko Khareed lengay,

Bano gay Hum say Reham K Talib,

Na Tumko Mohlat Mazeed dengay,

Adaa K Qissay hwy Purany,

Jafa ka Mousam Khatam hi samjho,

Karengy Tum say Hisaab jana,

Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay,

Wafa ki Lalach main Hum nay Jana,

Khoon apna jala diya hai,

Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko

Saza bhi Sun lo Shadeed dengay,

Urooj par hay Tumhara Mousam,

Khizaan main Tum ko khareed lengay.
.
=> Tanveer Z. .
Saal Ka Aakhri Din Hy

Abhi Kuch Dhuup Hy Lekin

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy

Chalo Mil beth Ker Apne
Khasare Baant Lete Hyn

Sab Hi Rung aur Jugnuu Aur
Sitaare Baant Lete Hyn

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy

Tou Kyun Na Kuch Shaam Se Pehly

Jo Kuch Ghariya'n Muya'asar Hyn

Unhii Mein Zindagi Ker Le'n

Kisi Ehsaas Ki Sham'ma jala K

In Andhero'n Mein

Koi Daam Roshni Ker Le'n

Chalo Hum Dosti Ker Le'n

Zara Si Dair Ko Tey Hy k
Aakhir Shaam Hona Hy

Haqeeqat Ya Kahani Jo Bhi Hy
Anjaam Hona Hy ... !!!
Main Lauton ga December main


December Jab bhi ata hai
wo pagli...
phir se beety mosumo'n ki
talkhion ko
yad karti ha
purana card perhti hai
k jis main os ne
likha tha
Main Lauton ga December main


Nai Kapry bnati hai
wo sara ghar sjati hai
December k her ik din ko
wo gin gin ker bit'tati hai
junhi 15 guzarti hai
wo kuch kuch toot jati hai
magar phir bi
purani albumo'n ko khol ker
mazi bulati hai !!!
nahi maloom ye osko
k beety waqt ki khushian
Bohat takleef deti hain
mehaz dil ko jalati hain...
yunhi din beet jaty hain
December laut jata hai
magar wo Khush feham larki...
dobara se calendar main
December k maheeny k safhy ko
mord ker, phir se
Phir se
December ke sahar main
Doob jati hai
k akhir os ne likha tha....

Main Lauton ga December main
Sardar k donon kaan jal gaye,
Doctor: Tumhary kaan kaise jal gaye?
Sardar: Main Qameez Istri kar raha tha k Phone aa gaya, main ne ghalti se Phone ki jaga Estri kaan se laga di
Doctor: Doosra kaan kaisay jala?
.
Sardar: Paa Jee ! Ambulance nu v te phone karna c...!
mErE sAtH hOtA tHa Ujala JiNkA
uNhE aAj MeRe AnDhErO kI fIkR hi nHi

ThAaM kE HaTh ChAlTe ThE hUm RaAhOn MaIn
ChHoRA to Ek BaAr PeEcHe MuDKaR dEkHa BhI Ni