Light the Cigar With the Heat Of Liver ..Their is Alot of Fire in Liver .. Nahi Samjhay????? Lo Urdu main Parho … Biri Jalayele Jigar se Piyaa .. Jigar maa bari Aag hai..
"sir! aap mere son ki shadi pe nahi aye,
bari shiddat se aap ka intezaar tha.
shadi bilkul be ronaq rahi aap ke baghair,
ham pe kuch to tars kha ke aa jatay.
Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…
Ik adme chupkay say jahanum say nekla aur janat main chala gayafreshtay na pakar ker khub maraadmi utha or bolaTUWADI INA HARKTA TOO KOI JANAT WICH NAI ANDA.
Full Form Of Boys...
B - Badmashiyon Me Sab Se Aage.
O - Ollo0 Ki Tarah Raat Me Jaage.
Y - Yaarian Nibhate Jaan Laga K.
S - Shareef Sirf Maa Baap K Aage... ;->
Yeh Taveez Mujhe Mobile
Wale BaBa Ne Diya Hai
Ke Yeh Taveez Main Jiss
Number Per Bhi Send Karon
Ga Us Number K Istemal Karne
Wale ko SMS Parhte Hi Mujse
Mohabbat Ho Jayegi...