hair SMS Messages391 messages

O pakistanio
bus main latak kar aanay walo
light ke beghair rehnay walo
deshat gardi bardasht karne walo
har chees pe etra text dene walo
40 ka petrol 108 main kharidne walo
selab ka imdadi maal dobara market se lene walo
shehr ki light ka bill apne ghar se dene walo
sania ko bhabhi kehne walo
muni ko badaam kane walo
english ke paper main calculator le janay walo
ganje ko wazir banay walo
call center wali larki se baat karke khush honay walo
.
.
.
meri taraf se sab ko
ADVANCE EID MUBARAK
Mery Lehjay Pa Mat Chonko,Meri Aankhon Mein Mat Jhanko

Yun hairat Se Na Dekho tm, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon
Shair araz kia hai
pewasta e shajar se umeed e bahar rakh
:-):-)

bchay 2 hi ache ,biviyan beshak 4 rakh
Kehtay hain ager subah subah achay logon say contact kia jaey toe din acha guzerta hae. Meray leay aap sub say achay hain aor aap ko Subah Bakhair!
Arz Kia He
Chappal Choti Ho To Paaon Me Nahi aati

Wah Wah kia bat hai

Chappal Choti Ho To Paaon Me Nahi aati


\(',') Girl FRIEND
'..(> Moti Ho
Me Nahi aati.
( ' _ ' )
/( )\
/ \ @ @ oye teri khair itni moti.....
*. . .Agar teen din tak subha neend se jag ker kangha na kia jaye to hair style Veena Malik jesa ho jata hai.. ;)






*. . .Zubaida Apa k stylish totkey. . .*
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/\ Oh Teri
_/”\_ Khair.
Andhairi Raat K Lamhe Tamam Hone Tak,
Tujhe Hi Sochta Hoon Subho Se Shaam Hone Tak,

Main Aisa Jisam Hoon Jis Ki Rooh Bhi Tu Hai,
Adhuri Zaat Hoon Main Tere Naam Hone Tak,

Teri Aawaz Sun Na Loon To DIL Nahi Lagta,
Tarapta Rehta Hoon Tujh Se HUM Kalaam Hone Tak,

Teri Nazar Ki Keemat Pe Bik Raha Hai Koi,
Use Khareed Le Tu Mehnge Daam Hone Tak,

Ishq Ki Aag Jo Seene Mein Laga Baithe Hain,
Sulagti Rehti Hai Ye Neendein Haram Hone Tak

Chehrey pe merey Zulf ko Phailaao kissi Din
Kiya Roz garaj-tey ho, baras jaao kissi Din

Raazon ki tarha utro merey Dil mein kissi shab
Dastak pe merey haath ki khul jaao kissi Din

Phoolon ki tarha “husn” ki baarish mein naha loon
Badal ki tarha jhoom ke ghir aao kissi Din

Khushboo ki tarha guzro merey Dil ki gali say
Phoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kissi Din

Phir haath ko khairaat miley bund qaba ki
Phir Lutf -e- shab-e-wasl ko dohraao kissi Din

Guzrein jo merey ghar sey tou ruk jaaein Sitaarey
Iss tarha meri Raat ko chamkaao kissi Din

Mein Apni har aik saans ussi raat ko dey doon
Sar rakh ke merey seeney pe so jaao kissi Din
Pathan ka shair:
Na Botal main,Na jaar main.
Na hotel main na Bar main.
Na bike peh, Na car main...
Na Ishq mein, Na pyar mein.

Jo maza hy "NISWAR" mein.
Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela
Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK"
.
Sardar ne idhar udhar dekha,
owr Note Jaib mai rakthy howe bola
"Khair MUBARAK"
Wo hairaan hain mery sabr par to keh do Unhain..

Jo Aansu Daaman par nhi Girtay, Wo dil ko cheer jaty hain...