Andhairi Raat K Lamhe

Andhairi Raat K Lamhe
Andhairi Raat K Lamhe Tamam Hone Tak,
Tujhe Hi Sochta Hoon Subho Se Shaam Hone Tak,

Main Aisa Jisam Hoon Jis Ki Rooh Bhi Tu Hai,
Adhuri Zaat Hoon Main Tere Naam Hone Tak,

Teri Aawaz Sun Na Loon To DIL Nahi Lagta,
Tarapta Rehta Hoon Tujh Se HUM Kalaam Hone Tak,

Teri Nazar Ki Keemat Pe Bik Raha Hai Koi,
Use Khareed Le Tu Mehnge Daam Hone Tak,

Ishq Ki Aag Jo Seene Mein Laga Baithe Hain,
Sulagti Rehti Hai Ye Neendein Haram Hone Tak
  

Jan, 07 2014     435 chars (3 sms)     4250 views       Romantic

more Romantic SMS Messages

If i reached for your hand , will u hold it ?
If i hold out my arms, will u hug me ?
If i go for your lips, will u kiss me ?
If i capture ur heart , will u love me ??
Apne haathon se yun chehre ko chupate kyon ho
Mujhse sharmaate ho to saamaney aate kyon ho

Tum kabhi meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-wafaa
Pyaar karte ho to phir pyaar chhupate kyon ho

Ashk aankhon main meri dekh ke rote kyon ho
Dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho

Roz mar mar ke mujhe jeene ko kehte kyon ho
Milne aate ho to phir laut ke jaate kyon ho
Is bar mila to jee bhar ke cherein ge

Suna hay un ko gusse main lipat jane ki aadat hay


Aisa Nahi k tujhse mohabat nahi humein,
ghum roz roz rehne ki aadat nahi hemein,

Har baar tere saamne sir ko jhuka liya,
aur phir bhi dekh tujhse shikayat nahi humein,

Tu ye aetbaar kar k tujhe chahte hain hum,
Tere siwa kisi ki bhi chahat nahi humein,

Hum jante hain k tu bhi hai tanga hamare bin,
Auron ki poochne ki zaroorat nahi humein,

Tu Qatal Bhi karega to aayenge tere pass,
Dekh tere bagher jeene ki aadat nahi humein:-)

0300 2711 588 / 0333 9968 674

Submited in : Romantic SMS

Characters : 510 | Sms Length : 4

Submitted By SaaMer From ( 0300 2711 588 / 0333 9968 674 )
Aj Mujh Se Lipat K So Jao,

Aj Mujh Se Lipat K So Jao,
Aj Kro Kuch Aisa Mujh Me Kho Jao

Apne Nazuk Se Malmal Se Jism Ki Khushbu Se,
Mere Badan Ko Mehka K So Jao

Musalsal Sans Se Sans Jor Do Jana,
Aj Mere Tan Se Apna Tan Mila K So Jao

Chand Si Chandni Me Taaro Ka Dikhao Jalwa,
Aj Mujhe Pyar Do Ya Pyar Kar K So Jao.
Na woh inkaar karti hai,
Na woh ikraar karti hai,

Kambakhat mere hi sapnon main aa kar,
Mere dost se pyaar karti hai
kahi chand rahoon mai kho gaya,kehi chandni batak gai,
mai chirag vo b buja hua , meri rat kaisy chamak gai,
meri dastan ka arooj tha ,teri nam palkon ki chayon mai,
mery sath tha tujy jagna , teri ankh kesy chapak gai,
bala hum mily b to kya mily, wohi doorian wohi fasily,
na kabi hamary kadam bhary, na kabi tumhari jijak gai,
tery hath sy mery hont tak wohi intezar ki piyas hai,
mery nam ki jo sharab thi kahi rasty ma chalak gai,
tujy bhool jany ki koshishain kabi kamyab na ho sakin,
teri yad shah-e-gulab hai , jo hawa chali to lachak gai
Never waste an opportunity 2 say ''''I love U'''' to someone u really like, coz it is not everyday u"ll meet the person who has the magic to let u fall in love.
Relationship doesn"t get closer by meetings,
but it is sweetend by THOUGHTS.
I care for you in my own STRANGE ways.
Maybe you will never know,
Maybe I will never show..
As days go by, my feelings get stronger,
To be in ur arms, I can"t wait any longer.
Look into my eyes & u"ll see that it"s true,
Day & Night my thought r of U..
Har Ek Baat Pe Kahte Ho Tum Ki Tu Kya Hai Tumhi Kaho Ki Yeh Andaz-E-Guftagu Kya Hai Ragon Main Daurte Phirne Ke Hum Nahin Qayal Jab Aankh Se Hi Na Tapka To Phir Lahoo Kya Hai
Jun Jun Raat Dhalti Jati Hai
Dil Ki Kefiet Badalti Jati Hai