Sardar ko Gali mai 100 rupey ka note mela Note ke oper lekha tha "EID MUBARAK" . Sardar ne idhar udhar dekha, owr Note Jaib mai rakthy howe bola "KHAIR MUBARAK"
Santa: B0llywo0d Meray Peechay Hai,
Modeling Ki Offerz Ho Rahi Hain.
Magr Mera K0i Mood Nahi,
Or To Or Local
T.V Walay To Abhi Tak Meray Peechay Paray Huay Hain.
Mintain Kr Rahay Hain.
Banta: Acha Wo Kesay?
Santa: Instalments Per Lia Tha Na. . .!
Sardar to Sardar:Agr tu ye bata de k meri tokri mein kya hai to saarey andey tere, Aur agr tu ye bata de k kitne hein to 8 k 8 tere. auu agr tu ye bata de k kis jaanwar k hein to wo murgi bhi teri.
1 sardar begum ke liye chappal lenay gaya, dukandar:Sardar G size tou batao?
Sardar: yar wo tou mein bhool gaya hoon!
aisa kero meri KAMAR pe nishan dekh lo ;->
1 sardar USA gya.
wahn wo church me gya to achank wahn awaz ai
''Tannn''
Aitefaq se light b chali gai pthan dar k bola,''''khana khraba Bhago! Undertaker a gya hai"