Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo "Mun mai pani ana" . Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.
Sardar 1st Time JAHAAZ May Betha
Jahaz Runway Pe Chal Raha Tha
Sardar Ne Pilot Ko Zordar Thappar Mara Or Bola:
Mujay Dair Ho Rahi Hay Or Tu BY ROAD Ja Raha Hay.
1 Sardar ki shadi pe sb Sardar he aaye howay thay.
Khana start hua to 1 Sardar ne plate pe tissue paper dekh kr socha shayd ye b khany wali cheez hai.
Jesay he wo khanay laga, us k dost oonchi oonchi bolnay lag gaye.
Oye na khaween
.
.
.
.
.
.
Phikka ee... ;->