pathan ka shair

pathan ka shair
Pathan ka shair:
Na Botal main,Na jaar main.
Na hotel main na Bar main.
Na bike peh, Na car main...
Na Ishq mein, Na pyar mein.

Jo maza hy "NISWAR" mein.
  

Nov, 14 2013     155 chars (1 sms)     3734 views       Funny

more Funny SMS Messages


Ek SAwAL hy Or IsNe MujhE b0hAt SoChNe pE MAjb00r kiA huA hy..




PatA nAhi TuMhEiN Bhi atA hogA k nAhi..??





LEkiN Phir Bhi itNi EducAtioN Li hy t0 TuMhEiN t0 pAtA honA ChAhiyE..



MujhE bAs Us kA jAwAb dE do..




SawAL ziAdA MuShkiL nAhi hy..





LEkiN ziAdA asAn Bhi nAhi hy..






SawAL yE hy k..




.


.


JAb

MurGhi

AndA

FrEE

Me

DEti hy..??

To BAzAAr

Me

Rs.6

Ka

Q

BiktA

Hy...? =P ;->
After finishing MBBS, Dr. Munna started his practice. He checked the eyes, tongue & ears of his 1st patient by torch & finallly said Bole To..Torch Theek hai...!!!

Golden Words:
Larki us ashiq ko to maaf kr deti hy jo moqay se ghalt faida uthaye

Magar

us ko maaf ni krti jo moqay se faida he na uthaye
(WILLIAM NARGIS) ;->
( SHORTEST JOKE )

Fan 2 FIlmstar Meera: " HAPPY BIRTHDAY "

Meera : " SAME TO YOU "
Yaad Kere Hain Tumhain Tanhai Main

Dil Dooba Hai Ghamo''n Ki Tanhai Main

Humain Na Dhonndo Dunya Ki Parchai Main

Hum Milenge Tumhain Tumhari Girlfriend Ki Razai Main . . .

HaPpY WiNtEr. . .
Angel Took Man 2 Hell there he Saw " MOLANA FAZAL-UR-REHMAN" Dancing With BIPASHA.
Man. Angel Jii Is Ki Saza itni Mazedar Kyo?
angel, SAZA tu BIPASHA ko Mili Hai :D


Breaking News By Geo : "

Wazarat E Bijli Nay Load Shedding

Khatam Krnay Ka Elaan. . . . "


Sorry,

Abhi Itna He Suna Tha


K Light Chali Gai .
Mujh se kya ghalti ho gai?

Then y r u avoiding me?

Atleast week mein ek dafa tou yad kr liya karo

Ur behaviour is really hurting Me

With Love

ur

BATH SOAP ;)
Rona Is Baat Ka Hai k
Rona Nahi Aata

Wo Paaye ga Kia Jisey
Khona Nahi Aata

Wo Ganda Tha Ganda
Hai Aur Ganda Rahe Ga

Jisey POTTY krne K
Baad Dhona Nahi Aata ... ;->
''Teri yaad mein humne kalam uthaayi

Liya paper aur tasveer aapki banayi

Socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge

Magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...''
Jo Shaks Ramzan Mein
Galyo''n Or Raston Se
Guzrte Huey In Kalmat
Ka Wird Kasrat Se Karega
Allah Us Ko Maal-a-Maal Kr Dega



















"ALLAH K Naam Pe De De Baba" ;->


Boy: Tujhko Kya Bhejon?

Barish Ki Pehli Boond?

Aasman Ka Sab se Roshan Tara?

Shakh Pe Khila Surkh Gulab?

Muthi Main Qaid Ik Jugnu?

Honton Pe Saji Ek Khuahish?

Ya

Aankhon Ka Ik Khuaab?

Girl: Mujhe Bas 5 Kilo Cheeni Bhejdo. :-)