doctor to a kid ha

doctor to a kid ha


Doctor To A Kid:
Have You Ever Had
Trouble With
"Appendicitis" ?

Kid: Yes ... !

Doctor: When ... ?

Kid: When I Tried To
Spell It ... ;->
  

May, 06 2010     159 chars (1 sms)     3571 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pathan:Yara abhi tumhara Ami ka khaansi kesa hai ?


Dost: Khaansi to band hogaya hai par saans ruk ruk k aa raha hai.


Pathan:Koi baat nahi ALLAH karega wo bhi jaldi band hojayega.
''Jis doodh mein makhkhi ho, wo doodh na piya karo,



kanjus ek phone nahi kar sakte, kam se kam ek SMS to kiya karo...''
Elahi aj ye farman likh de,
Har khushi sms parhnay wale k naam likh de,
Agar uski khushi k lye kisi ki jan chahiye,
tu us maut pay "PERVAIZ MUSHARAF" ka naam likh de.
Boy: mujhse dosti karogi?

Girl: mere parents allow nhi karte,

Boy: To mere mere parents ne kya mujhe

aashiq society ki membership dilwayi hui hai!!
Shohr:Bagum mera fon ho tou keh dena k gar pe nh

Bagum:helo! Mere shohr gar mein hen

shohr:meine kaha tha keh deina gar pe nh hen

Bagum: G wo fone mera aya tha
Laziness is our biggest enemy ( Allama iqbal)

We should learn to love our enemies ( Quaid-e-Azam)


“ Dasso hun mamay di maniye ya chachay di “
Na pooch teri judai k lamhe hum kaise betate hain..




Pani main SURF EXCEL mila k straw se bulbulay banatay hain...


Ek Khan Sahb Sey Koi Puchta Hey K "Time Kya Horaha Hey" ???

Khan: Baj Kr 10 mint
Fir Puchta He Boltey Hen
Khan: Baj Kr 15 mint
Fir Puchta He Boltey Hen
Khan: Baj Kr 20 mint

Thak Har K Banda Bolta Hey K Kya Baj Kr ???
Khan: Kaisey Bta0n Merey Ghari Mein Ghantey Ki S0en Hey Nhi Hey ;->;-)
My sweetheart,
My kuchikoo,
My nonumonu,
My golumolu,
My darlng,
My cutipie,
My jaanu,
My lovely,
My hertbeat,
My sweetst

DOLL''S

is missng.
dikhe to batana..


Ek Cinema Me "Titanic"

Lagi Hui Thi,

Romantic Sceen Aya To Ek Chota Bacha Chilaya,
Mom , Dad

Daikhain Wo Apki Naql Kr Rahay Hain.


Yun Pakistan Se Dushmani Achi Nahi INDIA.





Bachiyan Teri Jawan Hain, Kuch To Khayal Kar. :-)
*Some funny truth*
* shadi se pehle har aurat apne chehre se aadmi ka bheja kharab karti hai or shadi ke baad apni cooking se aadmi ka hazma.
*aurat apne future ki chinta jab tak karti hai jab tak ki shadi suda nahi hai,jabki aadmi apne future ki chinta shadi ke baad hi karta hai.
*aurat ko mard ke pichhe kabhi nahi bhagna chahiye,
kya pinjra bhi kabhi chuhe ke pichhe bhagta hai.
*hitlar ka kahna tha ki impossible kuch bhi nahi,
par mai kahta hu ki agar apme dum hai to ek hath me do tarbuj pakad ke dikhayiye.
*aurat ko kabu me rakhne ka ek hi tarika hai,
magar afsos ki wo tarika kisi mard ko nahi maloom.
*ramu ki biwi ko machchar aankh band kar ke katate hai kyuki wo bahut hi badsurat hai.