kash dil ke ye hasrat poori ho gaye
ap miss cal do aur wo recive ho gaye
sub kuch bhula ker hum kerte rahe batain
hosh tab aye jab balance khatam ho gaye
Rules 4 board exam:
Har sawal ka dat kar larna, lekhne me kami mat karna, mouka milay to peeche be dekhna. or 1 bat yaad rakhna aagay walay ka paper apna samajhna