Happy World's Nice Persons Day! . . Ye Msg Un logon ko Send Karo jo is buri Dunya Main Rehtay Huye Bhi Nice Hain. . Maine Aapko Kar Diya. . . . Ghalti Se. Sorry. :-P
Ali : Mama main bara hoke Pilot banonga
Mamma : Beta mujhay kaise pata chalega ke ye mere betay ka jahaz hai?
Ali : Guzarte waqt apnay gher per Gola phaink dia karonga.
Eik pagal American se : Tum Japani ho na ?
American : nahi mai american hon..
Pagal : tum japani ho..!
American : nahi mai american hon..
Pagal : nahi tum japani ho..
American : han han mai japani hon..!
Pagal : lagte tu AMERICAN ho..