1 srdar ji khali katori mein roti dubo k kha raha tha
Waiter ne dkha to pucha: Ap kia kr rhe hain?
Srdrji: Me maths ka teacher hu, Mene daal suppose ki hui hai!
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''