Man 2 Pathan: Khanji kal maine apko phone kia par apne uthaya nai.
Phathan: Kyun uthata. Yeh jo maine 30 Rupaiyye deke Gana lagwaya hai, woh tera Baap sunega?
Darya-e-Ravi main pani ka level khatre k nishaan se opper chala gaya hai, par tension ki koi baat nahi hai Army ki rescue team ne khatre ka nishaan aur opper kardia hai.