Insan k ander message parhnay ka itna shoq hota hai k chahay us Pagal Fool Bewaqoof Naliq ko kitni bhi gaali par rahi ho nichay tak parhta zaroor hai ab tum soch rahay ho k kab yeh bakwaas message khatam ho ore main bhi kisi ko yahi message forward kar k parayshaan karoon tu kar lo ab tumhari bari hai.
Ek sardar bar mein ro raha tha
Friend: Kyon ro rahe ho?
Sardar: Aur kia karoon? Main jis lerki ko bhulna chah raha hoon,uska naam hi yaad nahin aa raha.