ghum SMS Messages192 messages

Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera khayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
ghum me mohabbat ko bhula naa dena,

mere pyaar ko yu mita naa dena.

Deewanoon se bhi zyada karta hoon mohabbat,

gair keh ke mujhe thukra naa dena
Is tarah se bhare jahan main hoon
Jaise tanha kisi makan main hoon

Waasta gair se na apnoo se
Qaid sa apne jism-o-jaan main hoon

Urta rehta hoon bas khalaoon main
Na zameen main hoon Na aasman main hoon

Kon hoon kia hoon koi kia janee...?
Hoon magar apne hi ghuman main hoon

Kon samjhe bhala mera mafhoom
Shair hoon na jane kis zaban main hoon....?
Mustakil is jahan main tum bhi nahin.
Mustakil is jahan main hum bhi nahin.
Na musarrat hi mustakil hai yahan.
Mustakil is jahan main ghum bhi nahin.
Phir adawat hi mustakil hi kyoun ho.
Aao kuch is tarha na ker dekhen.
In andheron main roshni ker lain.
Aao Dosti ker lain.
Aao Dosti ker lain.
hAr mAjBoRi Se

lArNa SiKh lO . .

hAr ghum k SaTh

jEeNa sIKh Lo . .

'' BUSY '' hUm BhI kAm NaI

pAs hAmArI tArHa . .

DoStO kO yAaD kArNa

sIkH lO . .
Mera lafz lafz Duaa Duaa
Mere Aanso''on se dhula hua
Tujhey Zindagi ki wo Seher miley
Tujey Aaino ka Safar miley
Tujhey Gird-e-ghum kabi chhoo na sake
Mere Dil mai hi tuu chupi rahey
Mere Aashna mere Hum-Nasheen
Yeh Duaa hai koyee Gila nahi
Tujhey Zindagi mai wo sukoon miley
Jo mujhe kabi mila nahi
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera ghum Manaein gein
Nishaaan ABBASS ka turbat pe hum laga dein gein
Hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.
ghum-e-Shabir(A.S.) may Ankho say jo AANSO barsay

Aisay Gohar Hain k Jis k liyee Kausar Tarsay
Karo Ge wAfa ALI(A.S) Se Tou Kismat Bhi Wafa Kare Ge,

ghum Mano Gey Shabbir(A.S) Ka Tou ZEHRA(S.A) dWA kARE ge,

Choro Ge Duniya Rakh K Mohabbat Dil Mein ALI(A.S) Ki,

Tou Kabar Ki Matti Bhi Haya Kare Ge.
Kehtay hain barey fakhr say hum ghum nhn kartey
Matam ki sada suntay hyn matam nhn kartay
Woh log bhaala samjheyn gay kya raaz e shahadat
Jo eid to kartay hain muharrum nhn kartey
Kyun aap ka dil jalta hy kyun jalta hy seenaa
Hum aap k seenay par to matam nhn kartey
Aajiz yehi mashoor haqiaqat hy jahan me
Qatil kabhi maqtool ka matam nhn kartaay
ghum e hussain har eik shahair har eik dariya gaya
Jahan qafila na pohncha wahan ghubbar gaya
Thi karbala me jang agar shahzadun ki
Qalam me dum hy to likhoo hussain har gaya
Khushi ki bazm main bhi ghum talaash kertay hain,
Dil-e-BATOOL s.a ka marhum talaash kertay hain,
Maza mila hay aazaa-e-HUSSAIN a.s se itna,
Hum eid main bhi muharram talaash kertay hain