Jab-Jab tanhai ne unko sataya hoga,
tab-tab unko mera khayal aaya hoga,
ghum yeh nahi hai ki woh bhool gaye humko
ghum yeh hai ki Ro-Ro kar Bhulaya hoga.
Har roz 1 naya Banjata hai "DOST"
Humsa na mila hai na mile ga tumhe "DOST"
Azmaish shart hai to dekh lo azma kar,
Hum sa mil jae to mat kehna hamey "DOST