gham SMS Messages369 messages

Karbala Walon Ka gham Ghar Ghar Main Manaya Jaye Ga

Maqsad-e-Shabeer Aalam Ko Bataya Jaye Ga

Yaad Ker K Jo na Roya Karbala Walon Ki Pyaas

Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jaye Ga
Tareekh de rahi haTareekh de rahi hai ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-Hunain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. . i ye awaaz dum ba dum

Dasht-e-sabat-o-Azm hai Dast-e-Bala-o-gham

Sabr-e-Maseeh wa jura’at suqraat ki qasam

Is rah main hai sirf ek insaan ka qadam

Jis ki rago’n mein Aatish-e-Badr-o-Hunain Hai

Us soorma ka isme girami ''''HUSSAIN'''' Hai. .

DAITA HO ASEERE MEIN JO PAIgham-E-REHAII

TAREEKH MEIN AISA KOI QAIDI B KAHA HAI?

BAZAAR MEIN ABID(as) KO GUZARTE HUE DEKHO

ZANJEER KE JHANKAAR B AKBAR(as) KE AZAAN HA..
Gali gali Main Usi Ka Parcham
Usi Ka Sajda Jabeen Jabeen hey
Qadam Qadam Pey Sabeel Us Ki
Nazar Nazar Main Wohi Makeen Hai
Hawa Hawa Main Usi Kay Nohay
Wohi Tasveer Khla Nasheen hey
Usi Ka Matam hey Aag Per Bhi
Usi Ka gham Khuld Ka Ameen Hai
Falak Falak Pay Lahoo Usi Ka
Usi Ki Majlis Zameen Zameen Hai
Hussainiat Ko Mitanay Walo
Hussainiat Ab Kahan Nahee HAi
shaheed mertey nahi aur Hussain jesey shaheed......
hum is yaqeen ko haq aagahi samajhte hain......
hamari palkon per aanson nahi charaghan hain....
ghame Hussain ko hum roshniii samajhte hain...........
Is Aasrey Pe Dil-e-Beqarar Zinda Hai

Koi Tou Ashqo''n Ka Umeedwar Zinda Hai

gham-e-Hussain Ko Biddat Zara Sambhal K Kaho

Abhi Hussain Ka Ek Sogwaar Zinda hai
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e Hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
Barasti Barish Ko Dekh Ke Yeh Ihsas Hota Hai
gham_Hussain Main Yeh Bi ghamGheen Hota Hai
Yeh Badlon Ka Gharjna Yeh Bijli Ka Chamakna
Yeh Zor_e_Matam main aur Betaab hota hai
Mehshar main bhi anmol aqeeday k iwaz hum

bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

Jannat main bhi Shabbir teray gham ki qasam hai

matam na karain hum, tou azadar na kehna
Farsh-e-aza jahan may bichatay rahenge hum,
paigham shah-e-din ka sunatay rahengay hum,
Pyasay Hussain(a.s) pyasiSakina(a.s) k naam per,
dushman b ho to pana pilatay rahenge hum..
Percham-e- Hazrt-e-Abbas Uthay Rukh Na
Shor-e-Matam Sy Zamany Ko Jagay Rukhna
gham-e-Shabbir Ibadat Hy Koi Rasm Nahi
Apni Naslon ko Azadaar Banay Rukhna