gham SMS Messages369 messages

Kala Kala Na Kar Zeada Waiz
Jo Kehta hoo Ghaur Se Sunle
Gar Aaj gham e Hussain Me Na Roya
To Kal Mehshar Me Girgirana parega
Humko Ali(as) Ke Ishq Ne Aala Banaadiya!!!!
Qatra Tha Hussain(as) Ne Dariya Bana Diya!!!!
Jab Maatami Libhaaz Kiya Humne Zeb-E-Tan!!!!
Humko gham-e-Hussain(as) Ne Kaaba Banadiya!!
Aankho''n k Sahilo''n
Pe Hy Askho''n Ka
Ek Hujoom

Shayad
gham-E-HUSSAIN
Ka Mausam Qareeb Hy ...
Din Rota Hy Raat Roti
Hy

Har Momin Ki Zaat Roti
Hy

Jab Bhi Muharram Aata
Hy Khuda Ki Qasam

gham-e-HUSSAIN Main
Saari Kainaat Roti Hy ...
Hussain Teri
Taazeem Ja-Baja Hogi

Yazeed Teri Tazleel
Barmala Hogi

Har Ek K Dil Pe Lagi Hy
gham-e-Hussain ki Mohar

Agar Shikast Ye Hi Hy
Tou Fatah Kia Hogi ??
kuch khoney ka gham hee asal mein hamarey dar kee wajah banta hai,

issi liye auo aur tamam ghamon ko apni khushiyon mein badlein aur sabit kar dein k

"dar k aagey jeet hai"
Zindagi K Bade ghamo

Ko Chota Aur Choti

Khushiyo Ko Bada Karna Sekho...!
BADSHAH ne apnay WAZEER ko 1 ANGOOTHI di Aur kaha k is par 1 aisa Sentence likho
jisko main agar khushi mein dekhon to ghamgeen ho jaoun. Aur agar gham mein dekhoun to khush ho jaoun.
Wazeer ne likha....

''YE WAQT GUZAR JAYE GA''...!!"

DEDICATED 2 PAKISTANI NATION !
Wo agar husn waloon ki sarkaar thay
Hum bhi shahir-e-mohabt k sardar thay

Aik jurm-e-mohabt ki padaash mein
Omr bhar keliay hum szawaar thay

Maot ka faisla jab kia tha kbhi
hum bhi tyaar thay, wo bhi tyaar thay

Kar skay na koi wadaa wafa
Aik eqraar tha , laakh inkaar thay

Hum marez-e-sahub gham rahay esliay
Jitnay taryaak thay , saray beqar thay

Wo jo bichar kar juda ho gaye
Wo mohabt k jazboon ki mehkaar thay
Wabasta hain suraj se kirne.
Chand se sitare.
Sahil se sumander.
Dareya se kinare.
Phool se khushbo.
Mazi se yadeen.
Khushi se gham.
OR
Ap se hum..
AAP HUMEN BHULA DO HUMEN KOI gham NAHIN,
AAP HUMEN RULLA DO HUMEN KOI gham NAHIN,
JIS DIN HUM NE AAP KO BHULA DIYA,
SAMAJH LENA IS DUNIYA ME HUM NAHIN
gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata,
lehro se pani ko hataya nahi jata,
hone wale ho jate hain khudhi dil se apne,
kisi ko kehkar apna banaya nahi jata