allah SMS Messages403 messages

Jab Tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke Tumhara Rab Tum se Naraz hai…’
Hazrat Ali (Razi allah ta-ala Anho)
Kabhi b apne naseeb ko bura mat kaho Q k ye naseeb hi hai k tum MUHAMMAD (S.A.W.W) k ummati ho.
( Subhan allah )
allah” K Khof Se Srif 1 Gunah Chor Dena 1 Lakh Tahajjud Nafil Namaz Se Barh Kr Hy.


'My prayer for You:

May allah break the front teeth of those people who plot evil against you
secretly,


so that you know your enemies by their
smiles...!!! :D ;)'


'Sari Ummat min sab say ziada baseerat wala vo shakhs hay jo allah k deen min sab say ziada naseehat kare. (Imam Ali Raza A.S.)'


'There are 8 doors of Jannat:
1. Jannat-ul-mava
2. Dar-ul-maqaam
3. Dar-ul-salaam
4. Dar-ul-khuld
5. Jannat-ul-adaan
6. Jannat-ul-naim
7. Jannat-ul-kasif
8. Jannat-ul-firdaus

Insha-allah, on the day of Qayamat may your name be called from all the doors...Ameen!'
allah Ki Rehmat Pe
Yaqeen Is Qadr Rkho
K Ager Tumhe Malom
Ho K Puri Dunya,
Jahanum MEin Jay Gi
Sawaye Aik K To Umeed
Rakho Wo Tum Ho.
“Hazrat ALI R.S”
Jab tum namaz nahi parhatey to ye maat soochoo keh tumhien waqt nahi mila , Balkey ye soochoo keh aisi kon si khata hui keh allah TALA nien tumhien apney samney khara karna bhi pasand nahi kia.
Raat bhar sisakty rehna bs ek shakhs ki khaatir,

Isy agar ishq kehty hain to wallah meri Toba ... !!
Ae allah!
Aisa na ho ke
Aazmaaishein mujhy
gumraah kr dain
Tu mere jism
meri Rooh
mere dil
ko Pak kr de
Ye zindagi meri duniadari main uljhi hai
Jesa tu chahta hai
Ab mjhy wesa kr de
mere hr faisly main
Teri Raza ho shamil
jo tera Hukam ho
wo mere Irada kr de.....(Ameen)
Beet Gaye Sare Mahine Saal Ke,
Ab Phir Laut Aya Hain December,

Mere Gamo ka mausam Jata Nahi,
Ya allah Kuch Mujh Par Karam Kar,

Jab bhi uski yaad ati hain Mujhko,
Nahi So Pata Hun Ek Karwat Par,

Ab tu Sardi bhi nahi lagti december main,
Nahi Rakhta main ek bhi Kapda Badan Par,

allah tu Lauta de phir se wo mahine aur sardiyan,
Ya phir ye Sara Mamla hi Khatam Kar,
Eid ul adha is eid of sacrifice,
and commitment to allahs orders,
May allah bless us with the same in all circles of life,
and help all amongst us,
who are helpless,worried,
and waiting for his rehmat,
Ameen.Eid Mubarak.