Sama SMS Messages573 messages

my dear, aap manzil ko mushkil Samajhtay hain! hum aap ko manzil Samajhtay hain! bara farq hai app ki or meri soch may aap humain sapna or hum aap ko apna samjhtay hain!
Meri Ankhon Ke Samandar main Jalan kaisi Hai
Aaj Phir Dil Ko Tadapne Ki LaGan Kaisi Hai
Ab Kisi Chaat Pe Chiraghon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Tere Shehar Ki Galiyon Main Guthan Kaisi Hai
Baraf Ke Roop Main dhaal Jain Ge Sare Rishte
Mujh se Poocho Ke Muhabbat Main Agan kaisi Hai
Main Tere Wisal Ki Khuwahish Ko na Marne Doon Ga
Musam-e-Hijar Ke lehje Main Takan Kaisi Hai
Raigzaron Main Jo Banti Rahi Kanton Ki RiDa
Us Ki Majboor Si Ankhon Main Kiran Kaisi hai
Mujhe Masoom si Pagal Ladki Pe Taras aata hai
us se Dekho Tu Muhabbat Main Magan Kaisi Hai
mohabbat na Samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai
main main na rahoon tum tum na raho
ek duje mein khoo jain ek jaan ho jain
chalo aao aaj ki sham ko kuch es tara sajain
ke seher tak donon madhoosh ho jain
lepat ke ek duje ki bahoon se raat bhar
barsoon ki tashnagi seher tak mitaain
dori rahe na darmiyan etne qareeb aao
tum hum mein Sama jao hum tum mein Sama jain
es haseen sham ko aaj yun na dhalne deain
sulagne deain saansoun ko jismon ko phigalain
bujhane se bhi nhi bujhti yeh piyaas muhabbat ki
ab tarse howe hontoon ko hontoon se milne deain
barsoon ki tashnagi ko kese bujhain MAHEK
chalo aao phir se ek haseen sham sajain

MAHEK
Vo Chaandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai,
Bahut Aziz Hamen Hai Magar Paraya Hai

Utar Bhi Aao Kabhi AaSaman Ke Zine Se,
Tumhen Khuda Ne Hamare Liye Banaya Hai.
Sukh, Shanti, Samadhan, Samruddhi, Aaishwarya, Arogya, Pratishtha ya Saptarangi Divya ni aaple Jeevan Prakashmay
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar Samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye...
Laxmi Aayegi Itni ki Sab jagah Naam hoga,
Din raat Vyapar bade itna Adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar Samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
.
Deep Jalte Jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, Dua hai hamari
Aap Chand ki tarah Jagmagate rahe.

"Happy Diwali"
Man: Sir, my wife is missing.
Postmaster:bhai ye post office hai,
police station me complain dijiyee.
Man:Kia karon, khushi k mare
kuch Samajh nahin aa raha
Ab PARHAI soch Samaj k chorna Pappu,

kyou k....?

GADHA 60,000 ka or
reri 40,000 ki hy.:-D
Phool Khil Kar Udaas Hai

Samandar Ko Aaj Pani Ki Piyaas Hai

Ek Baar AAP Muskura Do

QK,

HAM Ko Dunya Ki

Sab Se



"KHOFNAAK"
MUSKURAHAT
Ki Talaash Hai.
Pakistan me
1 Samandar

5 darya

9 dame

1843 nahren

638246 kuwain

98834672 nalkey

93167346 tankiyan

734219465 tOtiyan

Pr DOST,
ap nahate phr b nhi hO? :-D