Laxmi Aayegi Itni ki Sab jagah Naam hoga,
Din raat Vyapar bade itna Adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar Samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
.
Deep Jalte Jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, Dua hai hamari
Aap Chand ki tarah Jagmagate rahe.
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye