JAY SHREE KRISHNA Sunil ki taraf say sub ko di

JAY SHREE KRISHNA Sunil ki taraf say sub ko di
JAY SHREE KRISHNA
Sunil ki taraf say sub ko dill ki gharaiyon say bohut bohut DIWALI ki shup kam nai bhagwan apko dher sari khushian naseeb karein our smile your face always
  

May, 27 2010     175 chars (2 sms)     2468 views       Diwali

more Diwali SMS Messages

Main aasha karta hun
Ki iss diwali ke sunder mauke pe,
Diwali ki aloakik Prakaash se,
Tumhare dimaag main kuch ujala ho..
Aur tum insaano jaisi vyavhaar karna shuru kardo..
Happy Diwali 2011
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Andhera Hua Dur Raat Ke Saath
Nayi Subha Aayi Diwali Leke Sath
Ab Ankhne Kholo Dekho Ek Msg Aayi Hai
Diwali Ki Subh Kamna Sath Layi Hai.

” Happy Diwali”
Pal Pal se banta hai Ehasas,
ehsas se banta hai Vishvas,
vishvas se bante hai Rishte,
aur rishte se banta hai koi Khas,
Wishing a Diwali Jhakas
Na juban se, Na nigahin se, Na dimag se, Na rango se, Na greetings se, Na gift se, Aapko Diwali Mubarak ho direct DIL se...
This Diwali I M Sending You CASH:

C-Care
A-Affection
S-Smiles
H-Hugs

* HAPPY DIWALI *
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen,

Dukhon ka naas karen.

Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare.

Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali
Dinodin badhta jaye apka karobar,

pariwar me bana rahe sneh aur pyar,

hoti rahe sada apar dhanki bochar,

aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar.

HAPPY DHANTERAS
Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
Diwali, Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, sitaro ne gagan se salam bheja hai, Mubarak ho apko ye "DIWALI" Humne tahe dil se yeh paigam bheja hai.
Roshan ho deepak sara jag jagmagaye,
liye sath Sita maiyya ko Ram jee hain aaye,
har shahar yu lage mano Ayodhya ho
aao, har dwar har gali har mod pe hum deep jalaye. Happy Diwali