Is diwali pe humari dua hai ki apka har sapnna pura ho,
duniya ke unche mukam apke ho,
shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
Wish u a very Happy Diwali!
Main aasha karta hun Ki iss diwali ke sunder mauke pe, Diwali ki aloakik Prakaash se, Tumhare dimaag main kuch ujala ho.. Aur tum insaano jaisi vyavhaar karna shuru kardo.. Happy Diwali 2011
Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne
uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski
shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali