"aaj se aap ke yaha

"aaj se aap ke yaha
"aaj se aap ke yaha...dhan... ki barsat ho, maa laxmi ka... vas... ho, sankatto ka.... nash... ho har dil par aapka... raj... ho, unnati ka sar par... taj... ho ghar me shanti ka.... vas... ho * HAPPY DIWALI *
  

May, 27 2010     209 chars (2 sms)     2558 views       Diwali

more Diwali SMS Messages

Tamana thi sath roshan krenge aangn Krege dono LAXMI G ko phool arpn Par Diye,patakhe sab hue ranghin Kaise mnaye DIWALI,bin apke sab gamgin
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye
I Pray to God to give U
Shanti,
Shakti,
Sampati,
Swarup,
Saiyam,
Saadgi,
Safalta,
Samridhi,
Sanskar,
Swaasth,
Sanmaan,
Saraswati,
aur SNEH.
SHUBH DIWALI...
Laxmi aayegi itni ki sab jagah Naam hoga,
Din raat vyapar bade itna adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar samaj me banoge Sartaj, Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye...
33 mrks ki kimat tum kya jano lecturer babu.
Board ka ashirwad hota ha 33 mrks.
Student k sar ka taj hota ha 33 mrks.
Failure ka khawab hota ha 33 mrks
Raat Ko Jaldii Say Nendh Aagai,
Subah Uthay To Diwali Aagai..


Socha Send Karon Aap Ko Diwali Sms,
Daikha To Aap Ki Miss Call Already Aagai,
Kumkum bhare kadmon se aaye LAYXMIJEE apke dwar,sukh sampati
mile aapko apar,Deepawali ki subhkamnain kare sweekar.
HAPPY DIWALI.
Phool ki shuruvat kali se hoti hai, Zindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, Pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai. * Happy Diwali *
Deepak ka prakash har pal aapke Jivan me ek nayi roshni de,
bas yahi shubhkamna hai hamari aapke liye Diwali ke is pawan
avsar par. !! Happy Diwali !!
Roshan ho deepak sara jag jagmagaye,
liye sath Sita maiyya ko Ram jee hain aaye,
har shahar yu lage mano Ayodhya ho
aao, har dwar har gali har mod pe hum deep jalaye. Happy Diwali
Laxmi Aayegi Itni ki Sab jagah Naam hoga,
Din raat Vyapar bade itna Adhik kaam hoga,
Ghar Pariwar Samaj me banoge Sartaj,
Yehi Kamna hai hamari aap ke liye
Diwali ki Dhero Shubh Kamanaye
.
Deep Jalte Jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, Dua hai hamari
Aap Chand ki tarah Jagmagate rahe.

"Happy Diwali"
Dinodin badhta jaye apka karobar,

pariwar me bana rahe sneh aur pyar,

hoti rahe sada apar dhanki bochar,

aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar.

HAPPY DHANTERAS