Dali ne dali par nazar dali, kisi ne is par dali, kisi ne
uspar dali, hum ne jis par nazar dali, uske baap ne uski
shaadi kahin aur kar dali. Happy Diwali
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye
Sri ram ji aapke ghar sukh ki barsat karen, Dukhon ka naas karen. Prem ki phuljhari wa anar aapke ghar ko roshan kare. Roshni ke diye aapki jingagi me khusiya layen. Happy deepawali
Dinodin badhta jaye apka karobar, pariwar me bana rahe sneh aur pyar, hoti rahe sada apar dhanki bochar, aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar. HAPPY DHANTERAS
I Pray to God to give U Shanti, Shakti, Sampati, Swarup, Saiyam, Saadgi, Safalta, Samridhi, Sanskar, Swaasth, Sanmaan, Saraswati, aur SNEH. SHUBH DIWALI...