Vo Chaandani Ka

Vo Chaandani Ka
Vo Chaandani Ka Badan Khushbuon Ka Saya Hai,
Bahut Aziz Hamen Hai Magar Paraya Hai

Utar Bhi Aao Kabhi Aasaman Ke Zine Se,
Tumhen Khuda Ne Hamare Liye Banaya Hai.
  

May, 27 2010     167 chars (2 sms)     3608 views       Romantic

more Romantic SMS Messages

U"ll alwys b mine 4 now n 4ever.
U"ll alwys b mine 4 ur my treasure.
U"ll always b mine pls tel me its true.
Pls b mine 4everi"ll always luv u...!
Sataoo gay humko..Rulaoo gay humko..magar kis tarha bhula paoo gay humko?Khuda janay kaisa haal hoga..Jab kafan main lipta hua paoo gay humko....
You know I wish I can be with you everyday for 8 days a week and 25
hrs a day. I never seem to get enough of you.
Ghazal likhu k, ishaar likhu

Yehi tera andaz hai k pyaar likhu

Agar apni qismat likhne ka zara ikhtiyar ho mujhe To

apne naam k sath tujhe har baar likhu
The greatest weakness of most humans is their hesitancy to tell others how much they love them while they''re alive.
usay meri chup nai rula diya
jisay guftugoo pa kamaal tha!!
wo tu mujh sai mil k tha ro diyaa
faqat itna hi mujhai keh saka
jisay maanta tha main zindagi
wo tu sirf wehm-o-khayal tha..!!!
Larkion k haath mei mehandi achi lgti hy...
Aur
Larkon k haath me
.
.
.
.
.
.
.
.

mehandi wly haath...:-)
Wo Aatee Hain To Dil Mein Ik Kasak Mehsoos Hoti Hai

Mein Darti Hn K Kahin Is Ko Muhabbat To Nahi Kehty
main main na rahoon tum tum na raho
ek duje mein khoo jain ek jaan ho jain
chalo aao aaj ki sham ko kuch es tara sajain
ke seher tak donon madhoosh ho jain
lepat ke ek duje ki bahoon se raat bhar
barsoon ki tashnagi seher tak mitaain
dori rahe na darmiyan etne qareeb aao
tum hum mein sama jao hum tum mein sama jain
es haseen sham ko aaj yun na dhalne deain
sulagne deain saansoun ko jismon ko phigalain
bujhane se bhi nhi bujhti yeh piyaas muhabbat ki
ab tarse howe hontoon ko hontoon se milne deain
barsoon ki tashnagi ko kese bujhain MAHEK
chalo aao phir se ek haseen sham sajain

MAHEK
U cn nevr find a perfEct frnd in me
cuz wat makes me human is my imperfEctn.
bt dis wud b 4sure dat I''l alwayZ b ur frnd,
nt perfect bt true.
main na us sa pcha kia dhoop ma barish hoti ha


woh hansty hansty ronay lagi aur dhoop ma barish hnay lagi
Woh mil jatey hain kahani bankar
Dil mein bas jatey hain nishani bankar
Jinhe hum rakhte hain apni aakhon mein
Kyun nikal jatey hain wo pani bankar
Khayaalo ko kisi aahat ki aas rehti hai
Nigaahon ko teri talaash rehti hai
Tere bina koi kami nahi lekin
Tere bagarr tabiyat udaas rehti hai