Khata SMS Messages252 messages

Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…
safar zindagi ka ab Khatam hi samjho

.
.
k tmhary raqiyon se ab judai ki mehak aati he.
pathaan hum naai pichli 20 saaloon main 1 baat note kitya haai
dost:wo kya?
.
.
.
pathan:jab bhi ramzan Khatam hota haai Eid zaroor aata haai
Karta hun mein jis se bar baar TAUBA,

Elahi mujhse wohi Khata kion hoti hai,

Banatay to hain hum apne haton se MASJID,

NAMAZ apni hi phir QAZA kion hoti hai..
Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen..

Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti

"AB TUMHARI BARI HAI"

Phir mainay un ki ye aadat Khatam karwa di.

Friend : Kaise ?

Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti...

"AB AAP KI BARI HAI"
Khata ka putla hun mafi chahta hun....
Arsh walay sy Bi Aur Farsh walon sy b…
rozana ki bhag daur mey hum sub yehi intzar ker rahey hain k hamari zindagi ka ek din essa aaega jab hamari tamam khuwaishain poori hojaengi,
haan din to aaega, zaroor aaega, magar Khatam khuwaishain nahi balkey zindagi hojaegi.
Sharab body ko Khatam karti hai,
Sharab samaj ko Khatam karti hai,
Aao aaj iss sharab ko Khatam karte hai,
Ek bottal tum Khatam karo ek hum Khatam karte hai..
Khatam sab he ka intezaar hogaya
barish ki bondein giri kuch is tarah se
laga falak ko zameen se pyaar hogaya;)
Jab tum namaz nahi parhatey to ye maat soochoo keh tumhien waqt nahi mila , Balkey ye soochoo keh aisi kon si Khata hui keh ALLAH TALA nien tumhien apney samney khara karna bhi pasand nahi kia.
Urooj par hai Tumhara Mosam,

Khizaan main Tum ko Khareed lengay,

Bano gay Hum say Reham K Talib,

Na Tumko Mohlat Mazeed dengay,

Adaa K Qissay hwy Purany,

Jafa ka Mousam Khatam hi samjho,

Karengy Tum say Hisaab jana,

Na Tum ko Mohlat Mazeed dengay,

Wafa ki Lalach main Hum nay Jana,

Khoon apna JALA diya hai,

Faraib-o-Masti K Badlay Tum ko

Saza bhi Sun lo Shadeed dengay,

Urooj par hay Tumhara Mousam,

Khizaan main Tum ko khareed lengay.
.
=> Tanveer Z. .
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri Khatayen hum
lab pe rakh kar hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.