Kabhi yaad aye to fone ker lena,
Paisy kam hon to SMS ker lena,
Agar Yah bi na ker saky to mobile dahi main daal ker
VIBRATION on kerna,
or lassi bana ke pi lena
''“Nanhy Chor ki kahani”
Page no 1
.
Ek dafa ka zikr he Kisi gaon me ek chor khandan rehta tha un k yahan ek chor paida hoa,pehly wo choti choti choriyan karta tha ,phr daky dalny shuru kiye phr…
.
Page no 2
.
.
Page no 31
.
.
.page no 42
.
.
Page no 55
.
.
Last page
Aur aj who ek mulk ka saddar he.
The End''
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay