Teri aawaz sunne ko jab taras jata hoon,
Toh ghisa pita cd player chala leta hoon.
Teri surat ko jab taras jaata hoon,
Toh cartoon network laga leta hoon.
Pathan Proposed girl wid a romentic poetry,
Kutta mar gaya razai main,
Main Paagal hun teri judai main.
Gobar pe machar baith nahi sakta,
Pathaan tere bin reh nahi sakta.