''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''
Ek admi aadi raat ko apni moti biwi se bola
k sisak sisak ke marna theek hai ya ek dum.
BIWI : Ek dum.
Aadmi : To apni dusri tang bhi mujh per rakh do.