Bivi Pure 15 Minute Tak Apne Khamosh Shohar Pe Garajne K Bad boli Main Larai Khatam Karna Chah Rahi Hoon Magar Tumhari Is Gongi Badmashi Ki Waja Sy Ghar Jahanum Bana Ja Raha Hai…
''Ham janday pay they sair ko
kinare kinare naher ko
kutta piya nigahon men
suta piya tha rah men
ham ne gul khila diya
kuttay ko jaga dia
kuttay ne dandi wad li
pinni ki pinni kad li
itne men ham paj paray
cyckle de wich waj paray
kutta magron ley gia
cyckle wala pichay pe gia..''