Punjabi Hajj Karne Geya

Punjabi Hajj Karne Geya
Punjabi Hajj Karne Geya Wapis Aya to Dost ne Pocha Shetan ko Kitne Pathar Mary…?
Punjabi: Rush He Ina C Pathar Marne Da Moka Hi Nai Milea, Par.. . . Galian Changian Kadd k Aya Wan….
  

Jun, 03 2015     183 chars (2 sms)     16304 views       Funny

more Funny SMS Messages

Sardar say kisi ny kaha INDIAN flag ma tmhara kya hy?
Green 4 muslim
White 4 christ
Orange 4 hindu
Nothing 4 u
Sardar thought n rplied
OYE DANDA Tery piyo da e.
Hum Nay Ic Darr Se Vedio Game Hi Khailna Chor Di "hAmY"




K Achanak Lite Chali Gai To Rupaiya Zaya Hoga
Woh choom lain ek bar to aati nahi neend

unki awaz suntay suntay raat jati he beet

iss liye kehta hun k ye risk na uthaoo



"MORTIEN JALAO MACHAR BHAGAO"
Best beghairat of da
Year nominees are
1:Bush from USA.
2:Krzai from Afghanistan.
3:Pervez Musharf from Pakistan
But
Award goes to

Asif zardari
From SINDH
Yaar aik warid kay
card ka number
send karo plz
(1000 wala)
jaldi...

main tumhain
1000 kay note
ka number
send kar
raha hoon.

DBK874326
# Ek Pathan Ne Makhi K Par Kaat K Kaha
"Urr Ja..."
Jab Makhi Nahi Urri To Usney Kaha...

"Sabit Hota Hai K Makhi K Par Kaat
Diye Jaein To Wo "Behri" Ho Jati Hai..=P:-)


Dedicated to BHAI LOG...

Kbhi Kbhi Mere Dil Me Khayal Ata Hy Agr

Altaf Bhai London NaJate To Kya Hota?

To 9.0 Pe Unka Mazar Hota

Mustafa Kamal mazr k upar over head or nechay under pas bana kar signal free mazar banata

Farooq Sattar Sajada Nashin Hota

Babar Ghauri Wahan Charas Bechta

Wasim Akhtar Jooty Rakhny K Paise Leta

Shoaib Bukhari Langar Ki Degh Bnata

Saleem Shehzad Jeben Kat''ta

Baqi Rabta Commity Qawali Gati... =P ;->
Masroofiat ?



Kanjoosi ?



Ghurbat ?




La-Parwahi ?




Narazgi ?






Hath Ya Ungli Main Chot ?




Mobile Ki Kharabi ?




Alfaz Ki Qillat ?



Nakhre ?



Ya Koi Aur Wja Hai Sms Na Kerne Ki . . .
What''s the name of the girl who is Small and has a Small Heart??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"Asha"





Coz...
Dil Hai Chota Sa ...Choti Se Asha*
RONAY se chehre pr pimple prte hn
(.:'_':.)
TENSION se wrinkle prte hn
(='_'=)
Islye sada muskurao
muskurany se chehre pr DIMPLE prte
h. .*
(>'_'
Sikh: Ghar ma Mera hi Hukam chlta hy
Ma Kehta hon, garm pani ly aao, wo le aati hy,

Dost: Garam pani Q?
Sikh: Garam pani ma hi Bartan Achay Dhultay hain:-)
Teacher: Did You Father Help

You With Your Homework?


Student: No,


He Did It All By Himself