Sardar : What is the name of your car ?

Sardar : What is the name of your car ?
Sardar : What is the name of your car ?
Lady : I forgot the name, but is starts with “T”.
Sardar : Oye Kamaal ki gaadi hai, Tea se start hoti hai.
Hamaara gaadi petrol se start hoti hai.
  

May, 26 2010     189 chars (2 sms)     2227 views       Funny

more Funny SMS Messages

Lakho log mohabat karte hai,

Shayad hum un jaise nahi.

Dikhane ke liye hum bhi

bana sakte haiTAJ-MAHAL,

Magar MUMTAZ ko marne de

hum vo SHAHJAHAN nahi.
Patan Apni Girlfrend K Saath Date Par Gaya
Aur
Aahista Se Bola
''''Mere Dil Main Ek Baat Hai Magar Kehte Huey Ghabrata Hoon. . . Tum Gussa Karogi ''''


Girl: Nahi Karungi, Ab Keh Bhi Do


Pathan: Tumhare Paas Niswaar Hai . . . ;->
Itni SHIDDAT Se Maine Larki Patane Ki KOSHISH Ki Hai

Ke Har AMA Ne Mujhe Apni BETI Ka HAATH Dene Ki SAAZISH Ki Hai

Kehte Hain Ke Agar Tum Sache DIL Se Larki Patana Chaho

To Puri KAYENAT Tumhare Liye Larki Patane Mein Lag Jati Hai

Hamare Larke Larki Ke Chakkar Mein Bhi FILMO Ki Tarha END Mein Sab Theek Ho Jata Hai

HAPPY ENDINGS

Aur Agar Sab Theek Na Ho To Chakkar Khatam Nahi Hua

Kyunke Uski Choti BEHEN Abhi Baqi Hai Mere DOST . . . . ;->

Boy:Sir Ap Apni Beti Ki
Shadi Mjh Sy Kr De''n
Me Ap ko Us k Wazn k
Brabar Sona Dunga
Sir:Mjhy Wqt Do
Boy:Sochny k Liye?
Sir:Nhi Beti Ka Wazan
Brhane k Liye ;->
Waiter Gives Bill To HAMMAD.

HAMMAD: Take This Card.

Waiter: But Sir, This Is Ration Card

HAMMAD:So What? You Hv Writen ALL CARD ACCEPTED!


Jab se begum ne mujhe murgha bana rakha hai,
Main ne nazron ki tarhan sir bhi jhuka rakha hai,

Bartano aaj mere sir pe baraste kion ho ?
Mein ne dho dha k tumhain kitna saja rakha hai,

Roz leti he talashi wo police ki manind,
Pochti he kahan paison ko chupa rakha hai,

Wahi duniya main muqaddar ka sikandar tehra,
Jis ne khud ko yahan shadi se bacha rakha hai,

Pi ja is maar ki talkhi ko bhi has k shohar,
Mar khane mein bhi qudrat ne maza rakha hai..
Ek Beggar Ne Darwazay Per Dastak Di,
Admi Ne Andr Se Poch Kon?

Faqeer:Allah Ka Mehman.
Ye Sun Kr Wo Admi Faqeer Ka Hath Pakr Kr Masjid Le Gya,
Or Bola Apko Galti Hui Hai.
ALLAH Ka Ghar Ye Hai. . . .
Malak : Kyun Khan Tme 15
Din Ki Chuti Kyun Chahye?

Pathan : Sir Hamara Czn Ki Shadi Hai

Malak : Czn Ki Shadi Aur 15 Din Chutti Wo Kyun?

Pathan : Wo Hamara Czn Chahti

Hai K Hm Us Ki Shadi

Me Dulhaa Bn K Aaaon
Biscuit walay ka love letter..

Dear MARIE!
2day is GOODDAY.
U have Krack''jacked my little heart.
Now im in 50-50 position.
Plz dont play Hide n Seek..
Tumhara TigeR... ;->

Koi Insan Agr Ankhe Band Karke Muje 3 Baar Pukare
To Me Uske Samne Aa Jata Hu.
Try Karo

1

2

3

Nahi Aaya?
Are Yaar Insano Ki Baat Ki Thi.
Kisi Unknown Number se Miss Call Ya Call Aaye to...

.
.
.
.
.

Receive Kar Lena,

Ho Sakta Hai,

Tumharay Kisi Jannay Waly Ne Apna No Change Kar Liya Ho. :-)
Ager Koi Cute Larki

Apko
" I LOVE U " Bole tu

3 Baatain Ho Sakti Hain ..

1. Uski ankhain kharab hain

2. Woh Pagal Hai

Ya

3. Woh Tumhe HAMY Samjh Rahi hai :)