Ek admi ki ammi ke NIC per beva likh diya gaya
woh admi gusse mein apne abba ke saath
Nadra ke office gaya
or pathan manager ko bola isse shahi karke do,
Pathan manager ne pistol nikali
Or uske abba ko mar diya
or bola yeh lo shahi ho gaya
Weather Report Mein Bataya Gya Hai
k Yeh Taiz Hawa Apne Sath Sub
Bagirton Ko ley Jay Gi
Is Ley Ap Chaat Per Maze Lene Na Ana
Warna Kidnap Ho Jo Gay...=P;->
Admi:Mujhe sardar bana do
Doc: uske liye tumhara 50% dimagh nikalna parega
Admi: OK
Doctor ne ghalti se 90% nikal dia.
Admi hosh mein aa k bola: Khocha ye tumne kia kar dia.
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badaltey
Pathan Ro Raha Tha
Admi;Kya Howa?
Pathan"Yara Hum Udas Ha Jis Say Pyar Karta Hay Uska Chumi B Nahi Lay Sakta"
Admi;Kion?
Pathan:Yara Uska Shave Boht Chubta Hay