Pathan phone pe wapda waly se: Janaab thori dair k liye light to band kijiye. . . . WAPDA wala:Q sir ? . . . Pathan:Wo yara humara dimagh mein ek naya Gaali aaya hai wo apko dena hai.
ISHQ hy to IZHAR bhi hona Chahiye,
ADMI ko 1 Din BEEMAAR bhi hona Chahiye,
Apni YAADON se Keh do 1 Din ki CHHUTI de den,
Aakhir ISHQ me ITWAAR bhi hona Chahiy@@