Ek Boy Ro Raha Tha:

Ek Boy Ro Raha Tha:
Ek Boy Ro Raha Tha:

2nd Boy: Oye kya hua?

1st Boy: Aaj mere Abbu ne Mujhe Juta Mara Hai.

2nd Boy: Tum Khush Naseeb Ho.

"Jutta" Sirf "Azeem" Logon ko he Mara Jata Hia.
  

May, 13 2010     179 chars (2 sms)     3426 views       Funny

more Funny SMS Messages



Kab "TOOT" jaye,
"MOBILE" he to hai!

Kab "BADAL"jaye,
"SIM" he to hai!

Ap mairay " sMs" ki Aadat mat Dalna.


Kab "KHATAM" ho jaye " PACKAGE" he to hai... ;->

Ek dafa 1marasi k ghar petrol ka kuaan nikal aya marasi boht khush hua

Apny bap sy bola aba hun asi apna petrol pump kholan gay

Aba khush ho k; Tay oda naa ki rakhan gay putar ?

Marasi; Fakhar sy M.S.O

Aba: Eida matlab.. ?







"Marasi State Oil"

Hosh kar Oye :->


Janab Zardari Sb Apni Kitab "Gharibon Ka Khaatma" (Jild 2,Pg # 74)
Main Likhtey hain..

"Meray Hum-Watno Mehangaie Se Na Daro Hawa Khaoe,
Ghussa Piyo Aur Mazey Se Geo:-)
Ek Memon dOctOr k pass gaya aur bOla
k ghar ja kar mareez check karne
k kitne paise Lo ge?

DoctOr: 300 rupay

Memon: Chalein DoctOr sahab..

Ghar pOhnche tOu DoctOr
ne pOocha k mareez kahan hai?

Memon: Mareez kOi nahi hai,
Taxi wala 500 rupay maang raha tha
aur aap 300 mein le aaye
''''Gham ME B MAZA ATA HE,,
Gharibon k ghar bhi khuda aata hai,,
hum to aap ko roz sms karty hain,,
Ek ap ka sms jo worldcup ki tarah har 4saal baad aata hai''''
''Pathan Apne biwi k Saath Ja Raha Tha:


1 Larkay Ne Aankh Maari.


Pathan: Tujhe Sharam Nahi Aati Mujhe Aankh Martay Ho.

Larka: Maine Tujhe Nahi Ter''
Kutte ke chaar pair Q hote he??






+










+








+





+













Ab ye tumse accha koun janta he?
Sardar dukhi tha, Kis Ne Pucha " Kya tention me ho?
Sardar: Yar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon
Balance Muft Charge Karny ka Tareeqa:


.
.
.
.
.
.
.
.

Abhi Tak Eejaad Nahi Hua. :P
Sir to student: batao Pyar ot ishq main kiya farq hai?
Student: Sir pyar woh ha jo aap apni beti se karte hain
or ishq woh hai jo main apki beti se karta ho
Kabhi kabhi meri ankho
main Saya lagta hai ..


Jo apna hia woh
praya lagta hai



tum se milney ki
Tmana tu bhot hai

Lekin



Anay janey main karyaa
bohat lagta hai........
a sardar to another:name 5 animals living in water.
sardar:1 frog.
2nd sardar:theek hai hor dus,
sardar:frog da praah,pheen,piyo,te maa