Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath...
Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho
1 admi car main 2 lrkiyon k 7 betha hai. Car ka No. 2989 hai, jo Car ka number hai wohi admi ka un larkyon say rishta hai.Batao kia rishta hoa? Its challenge 4 u. . . . . . . . . Answer: Nawassi [2 9 89 [Nawasi]]