Shohar: Tum Sunya Ki Bad-surat
Tareen Makhlooq Ho
Biwi: Aur Tum Dunya k Bad-tareen
Sharabi Ho ..
Shohar: Magar Main Tou Kal Se
Sharab Chorh Raha Hoon ... =P ;)
''Arz kiya hai
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Wah Wah Wah
Teri soorat meri aankhon main kuch is tarah bas gayi!
Jaisay chotay se raksha main moti Aunty phans gayi.''
Pathan T.V per bomb rakh kar Pakistan a match daikh raha tha. Bv: ye bomb kis liay rakha hy? Pathan : agar aaj salay haray tu pori team ko bomb sy urra don ga Geo Khan