student''s problem
kuchh badli hui takdir nazar aati hai,
yaado ki ek zanzeer nazar aati hai,
padhe v to kya padhe,
har page pe ladkiyo ki tasveer nazar aati hai.
Govt ne Awam ki mohabat ka kesa sila dia
Itni mahengae kar d k sab ko rula dia
Socha tha k shayad salary barh
jaeygi
Salary to barhi nahe "GHANTA" barha dia ;->