Girl: Peer ji.. Mere 2 Affairs hain.. . . Un Dono mai se kis k sath Shadi hogi?? . . Wo khushnaseeb kon hoga?? . . . Peer: Pehle se Shadi hogi... aur... doosra Khushnaseeb ho ga...
Aik baat bataoon? wo meri chahat nahee zaroorat ban ghayee hai, wo jab b aati hai meri zindagi k sab chiragh roshan karti hai, laikin kabhi hamarey pyar k "dushman" ussey ley jaatey hein,wo b kya karey ussey jana pardta hai aur mein b kuch nahee kar pata,
Koi jaaye aur pyar k "dushmanoon" sey kahey k uss(Bijli) na ley jaya karein.