Khata SMS Messages252 messages

hansi aati hai mujhe hazrat-e-insan per, kare Khata khud la''anat bheje shetan per.
Andaz-e-pyar Aap ki ek ada hai dur ho humse aap ki Khata hai dil me basi hai ek pyari si tasvir apki jis neechy


















"I MISS U"
LIKHA HAI..
koi to Do$T meri zindgi mei ai$a ho,
Mohabbat ki tarah ho wafaon jia$a ho,
Mero tala$h ki had u$ pe Khatam ho jay,
Zameen pe ho magar a$maan jai$a hi.....
Naseeb naseeb ki baat hoti hai,

Khushiyo ki bhi kabhi shaam hoti hai.

Mushkile u hi Khatam nahi ho jaati hai,

Iske piche bhi kisi ki fariyad hoti hai
Mehek dosti ki, kisi ishq se kam nahin hoti,
yeh duniyan ishq pe Khatam nahin hoti,
agar saath ho zindagi mein sacche doston ka
toh yeh zindagi kisi jannat se kam nahin hoti!
ye safar dosti ka kabhi Khatam na hoga. doston se pyar kabhi kum na hoga, door reh kar b agar ate rahe SMS ap k, humain kabhi bicharne ka gham na hoga
Meri Kisi Khata Per Kabhi Naraz Na Hona,
Apni Pyari Si Muskan Kabhi Na Khonna,
Skoon Milta Hai Sun Kar App Ki Hansi Ko,
Hanste Rehna Zindagi Main Kabhi Uddas Na Hona..
Pehlay Pakistan Ki Abadi Khatarnaak Hud Se Tajawaz Kar Chuki Thi Lekin Aab KHUDKASH DHAMAKOON ki Wajha Se Kaffi Control Mai Hai ..

Farq To Parta Hai

" GEO MUSHARAF "
Pehle Pakistan Ki Abaadi Khatarnak Hadh Se Tajawuz Kr Rahi Thi




Lekin Ab Khudkush Bum Dhamakon Ki Waja Se Kafi Control Main Hy . . .




Farq Tou Para Hai . . .
Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
Shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-Khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana
Mola Abbas(A.S)ka Banda Hun
Ghunah Ghaar Bhi Hun
Doozakh Me Naa Jaaaoo Ga
Khata Kaar Bhi Hun
Ager Kheench Ker Lay Bhi Gaye 10 20 Malaaiek!
Aag Ro Ro Ker Bhujaa Dunga
Azaadaar Bhi Hun
Jis ne Mun Mora Mushkil Kusha Se
Door Hogaya Phir WO Khuda se
Jis Ki Wabastagi Hi Nahi Hai
Ab Bhi Darwaaza e Sayyida Se
Dehr Me Darbadar, Zindagi Bhar
Thokerain Yuhin Khata Rahega