Kehta SMS Messages277 messages

Kisi Kamzoor Lamhey Main,

Agar Main Tum Say Ye Keh Doon,

Mujhey Tum Say "MUHABAAT" Hai,

Tum Ye Mat Samaj Lena,

Kay......... ....!!!!! !!!!

Mein Nay Sach Kaha Ho Ga,

Aisi Dil-Nasheen Baatoon Ko,

Aise dilbar Aadaoon Main Kehna,

Mujhey Bachpan Say Aata Hai,

Meri Aankhein Mera Chehra,

Mera Ye Bey Sakhtaa Lehja,

Ye Sab Kuch Jhoot Kehta Hai Mager,

Iss Jhoot MainBhi Ek Sach Bhi Hai,

Kay......... ........! !!!!!!!!! !!!!,

Mujhey Tum Say "MUHABBAT" Hai
Hum na samjhe tere nazroon ki taqaza kya hai...
Kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai...

Mujh ko madhosh sa ker rakha hai tere aankhon ne...
Warna ae Saaqi tere meh khane mien rakha kya hai...

Dekh laila tere majnoo ka kaleja kya hai...
Khak mien mil k bhi Kehta hai k bigra kya hai...

Ye surahi sa badan le k mere samne na aa...
Main sharabi hoon sharabi ka bharosa he kya hai...

Aapne honton ko mere honton se chone to de...
Aik do ghoont se bottle ka bigarta kya hai...
Koi Chupke Chupke Kehta hai.

Koi geet likho meri ankhon per.

Koi sher kaho meri baton per.

In khushbo jese lafzoo per.

Chup Chap me sunta rehta hoo.

Phir us ki jheel si ankhon per.

Eik taza ghazal kehdeta hoo.

Or us k phool si baton per.

Eik geet naya likh deta hoo.

Yeh geet ghazal yeh sher mere.

Sub uske husun k sur to hain.

Sub uski ankh ka kajal hain.

Sub uske roop ka darshan ha.

Koi geet likho meri ankho per.

KOI CHUPKE CHUPKE Kehta HAI
hum na samjhe nazroon ki taqaza kya hai... kabhi jalwa kabhi parda ye tamasha kya hai... mujh ko madhosh sa ker rakhi hai tere aankhon ne ... warna ae saaqi tere mah khane mien rakha kye hai.... dehk laila tere majnoo ka kaleja kya hai... khak mien mil k Kehta hai k bigra kya hai... ye surahi sa badan le k mare samne na aa.... main sharabi hoon sharabi ka bharosa he kya hai....
Har pal jisko chaha tha,
Har pal jisko socha tha,
Mere haal se wo waqif tha,
Meri har sham se wo waqif tha,
Na Jane phir Q muJko chor dia,
Tanha mera dil tor dia
Is bechaini k alam mai
Jab mai ye pucha karta hun
Phir tumne Aisa Q kia
Ik pyar bhara dil tor dia
Q Rukh apna tum ne mor dia
MuJhe tahna is Jahan mai chor dia,
Na mar sakun na kuch bol sakun,
Mere labon ko Aisa Jord dia,
Bus yun hi usi se Kehta hun,
Phr tumne Aisa Q kia.?
Phr tumne Aisa Q kia?
Main yeh Kehta hon ke
phir se dil lagana chahiye


Neend ki aghosh main
sapna suhana chahiye


Dil ki lau ko sard kar
dena aqal mandi nahi

Dil lagane ko agar-chay
ek zamana chahiye

Koi taaza phool le kar
milne aa jaye to phir

Apne zakhmi jaan-o-dil
ko bhool jana chahiye.
Main yeh Kehta hon ke
phir se dil lagana chahiye


Neend ki aghosh main
sapna suhana chahiye


Dil ki lau ko sard kar
dena aqal mandi nahi

Dil lagane ko agar-chay
ek zamana chahiye

Koi taaza phool le kar
milne aa jaye to phir

Apne zakhmi jaan-o-dil
ko bhool jana chahiye.
Ager wo meherban hota tu
Meri aankh mein yeh jhilmilati nami na hoti
Meray dil ki wadi mein khazan ka qafla na rukta

Ager wo meherban hota tu
Meri benoor aankhon mein sitaaray qaid ker deta
Meri zakhmi hatheli pe ik phool dhar deta

Meray haton ko haton mein leker wo yeh Kehta
Muhabat rang hai, khusbu hai,
Roshni hai , Sitara hai

Qasam muj ko muhabat ki
Muje tu sab se payara hai

Meger wo aisa tab Kehta

AGER WO MEHERBAN HOTA
Usoolon pe jo aanch aaye to takraana zaroori hai
Agar zinda hain to zinda nazar aana zaroori hai

Nayi umro ki khudmukhtaariyon (arrogance) ko kaun samjhaaye
Kahan se bach ke chalna hai kahan jaana zaroori hai

Thake haare parinde jab basere ke liye lautein
Saleeka mand saakhon ka lachak jaana zaroori hai.

Saleeka hi nahin shaayad use mahsoos karne ka
Jo Kehta hai khuda hai to nazar aana zaroori hai

Mere hothon pe apni pyaas rakha do aur phir socho
Ki iske baad bhi is duniya mein kuchh paana zaroori ha
kisi kamzor lamhey mein
agar mein tum se ye keh doon
mujhey tum se MUHABBAT hey
to ye mat samjh lena
k mein ne sach kaha ho ga...
aisy dil nashee''n bato''n ko
pairaye mein kehna
mujhey bachpan se aata hey...
meri aankhein, mera chehra
mera ye bey saakhta lehja
ye sab jhoot Kehta hey..
par is jhoot mein ek sach bhi hey...
MUJHEY TUM SE MUHABBAT HE..!!!
mana k mera katil bhi wohi tha.
saray shehr mai tarif k kabil bhi wohi tha.
Kehta tha apna hoon apno mai rahuga
bani jo saf e ghair to sab se aage bhi wohi tha.
Yeh Sach Hai K Mera Qatil B Wohi Tha ,

Sare Shehar Me Tarif K Qabil B Wohi Tha

Kehta Tha k Apna Hon , Apnon Me Rahhon Ga ,

Bni Jo Saf-e-Ghair To Sabse Aage Bhi WOhi Tha